Tuesday, June 11, 2019

Best Film Dialogues of Shah Rukh Khan

Here are some unforgettable,  iconic and famous dialogues of Bollywood king SRK.

Dil toh har kisi ke paas hota hai, lekin sab dilwale nahi hote.. (Dilwale movie)

Don apne doston ka haal pooche na pooche.. Apne dushmano ki kahabar hamesha raktha hai. (Don 2)


Zindagi nikal jaathi hai aur hum sab pyar ke bina jeena seekh lete hain..kyun pyar ko mauka nahi dete, kyun apno par vishwas nahi karte..(Mai hoon na)


Jinki zindagi choti hoti hai, unhe bade bade vaade nahi karne chahiye. (Baadshah)


Ek kal hamare peeche hai, ek kal hamare baad.. Aaj, aaj ki baat karo, aaj hamare saath. (Ra.One)


Sachi mohabbat zindagi mein sirf ek baar hoti hai.. aur jab hoti hai toh koi bhagawan yaa khuda usse nakyamyab nahi hone deta. (Veer Zaara)

Taaqat ki parvah badshah se zyada uske wazir ko hoti hai. (Don 2)

Sachchi mohabbat ko pehchaane ke liye aankhon ki nahi, dil ki zaroorat hoti hai. Darr

Rab sabko same to same khushi nahi dete. Rab Ne Bana di Jodi


Jo cheez mujhe nahi milti, main usse barbaad kar deta hoon. -Anjaam





tags: Bollywood famous dialogues, SRK dialogues, Shahrukh khan dialogues


No comments:

Post a Comment